mausam me tera pyaar nazar aaya hai.
main jaha dekhoo tu har bar nazar aaya hain.
aaina jhooth bolta hain shaayad.
ki apne aks mein tera deedar nazar aaya hain.
ae khuda kyun intehaan-e-yaar leta hain.
kyun har bar yeh faaslaa badha deta hain.
kyun chhalta hain iss masoom dil ko.
ki woh jo dur hain.yu paas nazar aaya hain.
tere saajde mein dil jhukaaya hain sadaa.
teri raaza ko seene se lagaaya hain sadaa.
har karam tera mere haq mein hi lagaa mujhko.
hain kyun naraaz. man mera kyun aaj zaar nazar aaya hain.
Friday, May 19, 2006
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
Like mother like son..
Now I know..
:D
Post a Comment